Larkio k chakar may mat Parhna "Dosto Q k..
.
Ye atey hy vEER ki tarha
.
...Lagty hy KHEER ki tarha
.
Chubhty hy TEER ki tarha Aur end main
Halat kr dety hy FAKEER ki tarha....
Larki: Main Kal Tum Se Milne Nahi Aa Sakti.
Larka: Chalo Mai Tumhara Gift Kisi Or
Ko De Deta Hun
Larki: Mera Matlab Tha Kal Nahi Aa Sakti
Abi Kahan Ho Tum?
Lab sil jate hai, jab tum samne ate ho. Dil dhadakta
he, jab nigah milate ho. Sans rukti hai, jab muskurate ho.
.
.
.
.
"BHOOT HO KYA? ITNA KYO DARATE HO?........jokes hindi
Kya re!
Aasmani kabutar!
Apun ko sms ka hafta nahi aarela hai,
Apun ko malum hai tere pass sms ka khazana padela hai,
Jaldi se 2-4 jakkas jokes ka hafta bhej kanjoos…
Kya ap “Kala Dhan Bahar Nikalo Desh Banao”
abhiyan me mere or Swami Ramdev G k sath h
Agr h to
Mere M.No.
Pe 1000 ka rchrg krwa k apna kala dhan bahr nikale