Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Tum Kisi Ko Chaho Or Wo Tumhe Thukrade Tou Ye Os Ki Badd Naseebi Hai Or Os K Baad Tum Os Ko Zabardasti Apnana Chaho Tou Ye Tere Nafs Ki Zillat Hai....
Hazrat Ali (R.A) Farmate Hain:-Uss Zaat (ALLAH) ki Kasam Jis Ki Hath Ma Mare Jaan Hai Jab Be Hum Ni Kise Bhalaye Ki Kaam Ma Sabkat Le Jane Ki Koshish Ki Tu ABU BAKAR (R.A) Hum Sab Ko Peche Chor Gaye..SUBHAANALLAH...
Hazrat Ali (R) said
3 chizon ka ahtraam karo: ustaad. waaldain. buzurg.3 chizon ko sath rakho sahaai .emaan.naiki 3 chizon ko yaad rakho ashaan .nasehay .maut 3 chizon k ley laro . watan. izat. haq
HAZRAT ALI (A.S)
Tum Kisi Ko Chaho Or Woh Tumain Thukra Day To Yah Us Ke Bad Nasibi Hai. Or Us K Bad tum us ko Zabardasti Apnana Chaho To Yah Tumheray Nafs Ki Zillat Hai. HAZRAT ALI (A.S) Tum Gulab Ka Phool Ban Jao q kay Yah Phool Us Kay Hathoon main bhi KUSHBU chor jata hai, [...]
Hazrat Ali (A.S) said
3 chizon ka ahtraam karo: ustaad. waaldain. buzurg.3 chizon ko sath rakho sahaai .emaan.naiki 3 chizon ko yaad rakho ashaan .nasehay .maut 3 chizon k ley laro . watan. izat. haq
Hazrat Abu-Imama (R.A) se raiwyat ha k Ap (S.A.W.W) ka farman ha.
5 ratyan aisy han js ma dua rad nhi ke jati
1) Rajab ke pahle rat
2) 15 Shabaan
3) Jumyrat aur juma ke darmyani rat
4) Eid-ul-Fitr ke rat
5) Eid-ul-Ezha ke rat
(Al-Jamiya Al-Sageer, sfa 241, hadees: 3952)