HAZRAT JIBRAAIL, NE HAZOOR PAK S.A.W AP K BAAD MAIN 10 BAR AAON GA OR 10 CHEZAIN DUNIA SAY LAY KAR JAON GA 1,NAMAZ KA KHUSHU KHUZU 2,SABAR 3,SHARAM 4,MOHABBAT 5,BARKAT 6,INSAAF 7,SKHAWAT 8,HALAL 9,ILM 10,QURAN K HUROF OR PHIR KISI BHI LAMHE QAYAMAT BARPA HOGI..
HAZRAT IMAM SAJJAD(AS) KARBALA KE BAAD 40 SAAL KHOON ROE AOR UNHO NE KOI EID NAHI MANAI .MAULA SAJJAD FARMATE HAIN (MAKHLOOQ TO APNI EID MAIN KHU SH O KHURRAM HAI MAGAR HUMAREE EID MATAM E HUSSAIN HAI(BEHAAR UL ANWAAR))
Hazrat Ayesha(R.A)farmati hain:Rasool ALLAH(S.A.W.A.W)jab logon ko koi kaam karne ka hukum detey the,to aise hi kaam karne ka hukum detey the jin ko karne ki wo taqat rakhtey they.
(BUKHARI)
Hazrat ANS (Razi A) se rawaayt ha k RASUL (SAW) jab kisi waja se bay qrar hote tu ya dua prhaty (Ya-Hayyu Ya-Qayum B-Rehmati Ka astaghisu)
4ward(sadqa jaria)faisal
Hazrat Ans (R.A) se raiwyat ha k Ap (S.A.W.W) ne farmaya:
Jis ne maah hraam (Ze-qad, Zil-hajh, Muhraam, Rajab) ma 3 din Jumyrat, Juma aur hafta ka roza rakha is ky lye 2 saal ke ibadat ka swab likha jay ga.
(Majma Al-zwaiyd, jld 3, sfa 438, hadees:5151)
HAZRAT AMEER MUAVIA(R.A)Say ek yahoodi ne sawal kiya wo kon say 4 jandar hain jo bagher maa k peda hoya,dunya may sanss bhi li or chalay bhi hain?HAZRAT AMEER MUAVIA(R.A)nay farmaya 1,HAZRAT ADAM(A.S)jo bagher maa k peda hua 2,HAZRAT SALEH(A.S)ki OOTHANI bagher maa k peda hoi 3,HAZRAT MOSA(A.S)ka AASA mubarak 4,HAZRAT ISMAIL(A.S)ki Qurbani k waqt jannat say aanay wala DUMBa BAGHIR MAA K PAIDA HOA.
Hazrat Ali(R.A)ka farman he
bacho me 7 adaten hoti hen agar ye adaten baron me hon to wo WALI ALLAH bun jaen or wo ye hen.
*Wo rizq ka gham nhi krte
*Mil kr khate hen
*Larte hen to dil me keena nhi rakhte
*Larai k baad juld sulah karlete hen
*Apne baron se drte hen
*Zra c dhumki se drte hen
or
*Dushmani ka jama mustaqil nhi pehente