Hazrat Moosa Aleh Salam Nay Allah Tala say poocha k Aap jab Naraz Hotay Hain To kia kartay hain? Farmaya, k Barishain bey waqt kar Daita hon, Daulat Bakheelon ko daita hon aur Hakomat na ahlon ko daita hon. Allah Tala hamain os zaat ko razi karnay k tofeeq day. Aameen. Duaon ka talib!
Hazrat Mohammed (P.B.U.H) ne farmaya !
Jab ap log dua karte hai to doosro ko bhi yad rakhe hosakta hai kisi ki zindagi ki dairh saari khushian ap ki aik harf-e-dua ke muntazir ho. dua main yaad rakhna
Hazrat Mohammad s.a.w.w ne farmaya k khana khate hue sedhi tang khari kr k or ulti tang ko lita kr betho or khana khao Scienc ki resrch k mutabq is trha apendix dab jata hy jo sedhi tarf pait me hy is trha bethne se khane ka koi zarra is me nahi jata or n
Hazrat Mohammad (SAWW) ne farmaya.?Jo shaks khanay k bad al-hamdu lilla keh kr 1 bar sura e ikhlas yani qul ho allaho ahad perh ley us k ghar me rizk ki dolat bharey gi or kabhi faqa na ho ga.or jb tak wo khana tumharey pait me rahay ga is khanay ka hr zra Allah ka zikar krta rahay ga js ki barkat se tumhara chehra munawar rahay ga.?
Hazrat Jibrail(AS)
AaP (S.A.W) K pas hazir huay,
Arz kiya
ALLAH ne mujhe itni taqat di ha k main Darakhton k pattay,
Rait k sare ZARREY,
Or
PANI main mojod MACHLIYAN
gin sakta hon
Lekin jb AAP(S.A.W) ki ummat may koi
DAROOD SHAREEF
parhta hay to usko milne wali nekiyon ka shumar krna mere bas me nahi
HAZRAT JIBRAEL,MECHEAL,ISRAFEEL OR IZREAL(A.S)HAZRAT MOHAMMAD(S.A.W.W)K PAS AYE OR KAHA 1,JIBRAEL SAID;JO ADMI 10 BAR APP(S.A.W.W)PAR DAROOD PAK BHEJY GA MAY USKA HATH PAKAR KAR BIJLI KI TARAH PUL-E-SIRAT SAY GUZAR DONGA 2,MECHAEL SAID;MAY USAY HOZAY KOSER KA PANI PILAONGA 3,ISRAFEEL SAID;MAY SAIDAY MAY GIRAA RAHONGA JAB TAK ALLAH USKI MAGHFIRAT NA KAR DAY GA 4,IZREL SAID;MAY USKI ROH IS TARHA QABZ KAROGA JIS TARHA PEGHAMBRO KI ROH QABZ KAR TA THA(SUBHAN-ALLAH)