Hum TO Tere Dil KI Mehfil Sajane Aaye The Teri Qasam Tujhe APna banane aaye the Kis Bata ki saza di tu ne hum ko bewafa ham TO tere dard ko aapnane aaye the
Her hud guzar chuki hay mari tujh say piyar ki Zindagi mangi hay ager aur to tujh say piyar ki Her khoshi hogaiee hay mari wabasta tujh say Jab say aibtada ki hay may nay tujh say piyar ki Taray siwa mujh ko abb kuch aur nazer nahi aata Aintaha dekh li hay sub nay mari tujh say piyar ki