Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya, Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya.. Yun to har shaam ummeedon me guzar jaati thi, Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya.. Kabhi taqdir ka maatam, kabhi duniya ka gila, Manzil-e-ishq me har gaam pe rona aaya... Jab hua zikr zamaane me mohabbat ka Mujhko apne dil-e-bekaam pe rona aaya.....
Ankho me armaan diya karte hai hum Sabki neend chura liya karte hai hum Ab se jab jab aapki palke japhkengi Samajh lena tab tab aapko yaad kiya karte hai
Ajab baat hai woh mujh say khafa bhi raha Woh doston say mera haal poochta bhi raha Ajeeb rang mein ki us nay guftagu mujh say Labon pay chup thi nigahon say bolta bhi raha
< Pyar kya hai ? > kisi ko itna chahna k oski har baat manane ko dil kary, itna chahna kdua osky nam se shoro ho aur osi k nam par khatm ho,itna aetbar karna k dunia mein koi yaken ko behka na saky,itna chahna k kisi ki har burai b khubi lagy,itna chahna kkisi k bin chohye aag si lag jae... yeh hai pyar.. pyar wo nai jo sirf sath honay par hi zaher ho.. pyar sachy ashiq ki tarap,oski baichaini, baikrari hai jo sirf apny pyar kliae hai