Mohabat Zaat Hooty ha Mohabbat Zaat ki Takmeel hooty ha koi Jungle mein ja tahray,Kissi Busty mein Bus jaee Mohabat Sath hooty ha Mohabat Khushboono ki Ley Mohabat Mosamaoon ka Dhun Mohabat Abshaaron k Nikhartay Paniyoon ka Mun Mohabat Jungloon mein Rukus karty Morni ka Tun Mohabat Bruf party Sardiyoon mein Dhoop bunty ha Mohabat chilchalatay Grum Sehraoon Mei Thundy chaoon ki manind Mohabat Ajnabi Dunya mein Appnay Gaoon Ki MAnind Mohabat Dil Mohabat Jaanee Mohabat R$ooh ka Durmaan Mohabat Moorty ha Ooor kabhi Jo dil k Munder mein Kahien Pur Toot jaee too Mohabat Kaanch ki Gureya Fizaoon mei kissi k hath say gur choot jaee too Mohabat Aabla ha Kurb ka Ooor Phoot jaee to Mohabat Roog hooty ha Mohabat Soog hooty ha Mohabat Shaam hooty hooty ha Mohabat Mohabat Raat hooty ha Mohabat Ghilmilaty Aankh Mein Bursaat hooty ha Mohabat Neend ki Rut Meihn Haseenee KHawaboon k Rastoon per Sulugtay ,Jaan ko Aatay ,Rutjagoon ki Ghaat hooty haa
Meri Mohabbat Ayaan Nahi Hy . . . Na Kuch Kaho�n Tou Ye Mat Samajhna . . . K ...Tum Ko Main Chahta Nahi Hoon Magar Kisi Se Kaha Nahi Hy Kabhi Kisi Se Nahi Kaho�n Ga Khamoshiyo�n Ki Zubaan Ka Qayal Main Chup Raho�n Ga Bas Ek Rastaa ! ! ! Nazar Ka Rasta . . . Khula Rahe Ga Agar Nigaho�n Ki Baat Samjho Tou Ye Samajhna K Chahato�n Ka Muqaam Hy Dil Mein Meri Mohabbat Nihaa�n Hy Dil Mein
Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin, bhool aaye hum apni takdeeren kahin. Agar mile tumko kahin to utha lena, mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena
Main nay us k hath ki lakeron main Aik siyah til dekha Aur usay bataya, ye Daulat ka til hay Tumahray hathon main kitni Daulat hay Us nay apnay dono hathon say Mera chehra thaam kar kaha Han ! Dekho meray dono hathon main Kitni Daulat hay. . . . . . /