lafzun ki justajo mein sab kuch ganwa dia, wo chal diye mein tarz e ada dhoondta raha us ko kisi ne RAB se lia maang or mein, sajday mein gir k harf e dua dhoondta raha
Koi es tarha muj say payar kry, main jhot b bolon tau aitbar kry. apni chahat ka b muj say izhar kry, jan wo jan e ada muj py nisar kry. wo mujy chahy tau toot kr chahy, payar wo muj say be shumar kry. mery bina na bany farmula e ishq, main kahoon tau do or do char kry.
SALEEM teri hasrtoon ko mera salam hy, pagal he hoga koi jo tuj say payar kry..