....................... Ghazal tare nam .......................
Dil ke har goshe main tara nam likh rakha he. Ankhon main tari soorat ko saja rakha he. Tare siwa naheen rahta dil main koi mare. Dil main tari yadon ka shahr basa rakha he. Zakhmi na ho jain kaheen nazuk paon tare. Is lie tari rahon main phoolon ko bicha rakha he. Tarpati rahti he din rat tari judai. Is lie shahr ka har kona saja rakha he.
.+'"; l_i_l '; '; '+.+;' ;; '; '; '+..+"+..+' +' .+"'; l_¡_l '; '; '+.+;' ;; '; '; '+..+"+..+' +' isko@itna Forwad karo k har taraf se ye hi sada aaye