Santa: Aaj men ne 1 jan bachai
Banta: Woh Kaisay?
Santa: Vo aise k ek Faqir ko pucha
1000 ka note dun to kya karega
Wo Bola
Khushi se mar jaunga
Me ne kaha ja nahi deta
santa ne apne frnd ko lunch pe invite kiya
Santa apne friend se:tumjhe khane mai kya pasand hai..
friend : fish..
santa:pr meri biwi ko fish banana nahi ata hai..
friend: mai batata hu..yeh le reciepe
santa market gaya...woh fish le kr aa raha tha raste mai chil ushka fish le
k udd gaya
santa:leja leja sali.....pr pakayegi kaise??reciepe to mere pass hai...............................Latest
Funny sms