Aaj Barish Ki Tarha Rone Ko Je Chahta Hai, Har Ek Khayal Batane Ko Je Chahta Hai, Apni Baahon Me Chupa Lo Mujh Ko, K Aaj Tumhare Pas Aane Ko Je Chahta Hai.
Aaj bahot din baad suni hai baarish ki awaaz
Aaj bohot din baad kisi manzar ne rasta roka hai
Rhim jhim ka malboos pehan kar yaad kisi ki aayi hai
Aaj bahot din baad achanak aankh yun hi bhar aayi hai.
Aaj Aasman Ke Taaro Ne Muje Puch Liya… Kya Tumhe Ab Bhi Intezar He Uske Laut Aane Ka… Mene Muskurakar Kar Kaha… Tum Laut Aane Ki Bat Karte Ho… Muje To Ab Bhi Yakin Nahi Uske Jaane Ka…………..
Aahat dil pe bewajah nahi hoti..
Har judai ishq ki saza nahi
hoti..
Yeh dastoor zamane ka purana hai..
Dil usi ka tootta hai jiski koi khata nahi hoti.