Aaj hum unhe bewafa bata kar aye hain Unke khato'n ko pani mai baha kar aye hain . Koi nekal kar parh na le unhe Eslie pani mai bhi aag laga kar aye hain
Aaj hum roye tanha unko bhulane ke liye, tmaam yaad hai unki hume rulane ke liye, unki yaadon ko mitane ka zariya na mila, humne khud ko mitaya unki yaadon ko mitane ke liye,,