Usy Tha Jana Chala Gya Wo
Mujhe Q Itna Rula Gya Wo
.
Bohat Weerani Thi Us K Dil Me
Najany Q Muskura Gya Wo
.........
Meri Udasi Ka Haal Sun Kr
Jo Gham Thy Us K Chupa Gya Wo
.
Main Kab Tha Udas Itna Yaaro
Jo Udas Rehna Sikha Gya Wo.
Usy Mohabbat KaRNa Nahi aata !! Or Humain Mohabbat Ke Siwa Kuch Nahi Aata !! Zindagi GUZaRNay Ke Bas DO Hi Tareeqay Hain !! Eik Usy Nahi Aata Eik Humain Nahi Aata !!
Usse udaas bhi KaRNa ha khud bhi rona tha,
Yeh haadsa bhi meri jaan kabhi to hona tha,
Woh muj ko tor k phir jorta raha aksar,
Main ussk wastey jese koi khilona tha
ussay main nain hi likha tha,, k lahjay barf ho jain to phir pighla nahi kartay,, parinday dar k ur jain to phir lota nahi kartay,, usay main nain hi likha tha ,, yaqin uth jayay to shayad kabhi wapis nahi ata ,, hawaon ka koi tofaan kabhi barish nahi laata ,, usay main nain hi likha tha ,, k sheesha toot jay to kabhi phir jur nahi paata,, jo rastay say bhatak jayay , wo wapis mur nahi paata ,, usay kahna ,, wo adhoora khat usay main nain hi likha tha ,, usay kahna ,, dewanain mukamal khat nahi likhtay..,