Bin tere shehr ka shehr viraan rehta hay Bichr k tujse hr rasta sunsan rehta hay Wo tuje tujse zyada pyar karta hai Jo tere samnay aksar anjaan rehta hay.
Bikharti zulf ki parchayiyan mujhe de do, Aap apni shaam ki tanhayiyan mujhe de do, Mai aap ko yaad karun or aap chale aao, Aap apne pyar ki sachayiyan mujhe de do, Mai doob jaoon aap ki udaas aankhon mai, Aap apne dard ki gehrayiyan mujhe de do.