Ablution (Wudu) According to Quran
O you who believe, when you get up to observe the Salat, you shall wash your faces and your arms to the elbows, and wipe (Masa) your heads and your feet to the ankles (takno). (Surat Al-M?idah 5:6)
Abdullah ibne-Busr (Radiyallahu Anhu) narrates that a man said: O Rasulullah ! (Sallallahu Alaihi Wasallam) I know that the commandments of Sharia are many, so please tell me the one to which I may adhere to. Rasulullah (Sallallahu Alaihi Wasallam) replied: Your tongue should always remain busy and fresh with the Dhikr of Allah. { Tirmidhi
Ab Qismat K Faislay Mobile Karen Ge.? : : 5 Dino Me Khushkhabri Mile Gi. : : 4 Mssg Karny Se Jannat Mile Gi. : : 12 Logo Ko Mssg Send Kardo Muraad Puri Ho Ge, Na Kiya To Nuqsan Ho Jaye Ga etc. : : Kiya Hum Apne DEEN Ko Itna Hi Janty Hen K Button press Karne Se Jannat Mil Jayege Ya Bad-Qismat Ho jaen. : : TO : Phir Namaz, Roza, Hajj, Zakaat, Jihad Or Digar Aamaal Kis Kaam K.? : : Kiya SMS Send karne se Murad Puri Hogi.? : : To ALLAH Pak K Samny Rona, Hath Phelana Kis Kaam Ka.? : : Ghor-o-Fikr Karen Or deen ko smjh kar amal krain
Aazab e kabar say bachanay wali 7 cheezain. 1-Namaz ki pabandi. 2-sadky ki kasrat. 3-Talawat e Quraan pak. 4-Tasbih ki kasrat. 5-jhoot sy bachna. 6-khiyanat na karna. 7-Chughli sy bachna. Allah usky chehry ko taro taza rakhy ga jisnay mairi baat ko suna yaad kiya aur aagay pohncha diya (sahi Muslim)
Aay Mere Pyare ALLAH Mujh pr Reham Farma aur Mujhy Bacha :-
Berozgari Se
Tangdasti Se
Aazmaish Se
Rizq Ki Kami Se
Ruswai Se
Qarz Se
Marz Se
Jahannum Se
Hisab Se
Aulad Ke Dukh Se
Waldain Ki Nafrmani Se
Ya ALLAH Meri Ye Dua Tammam Doston, bhaiyun, or duniya k tamam musalmano k Haq mein Qabool Farma
Aay ALLAH ! Mere izzat kay liy yahi kaafi hai hai ky Mein tera Banda hun
Aur meray fakhr ky liy yahi kaafi hai ky TU mera Parwardgaar hai
TU waisa he Hai jaisa Mein chahta hun
Bas TU Mjhko waisa bana dy jaisa TU chahata hai..!
AMEEN
Aasmani darwaze 6 waqt khultay Hain...(Jis duaen qabool hoti hain.)
1. Azan k waqt
2.Barish k waqt.
3.dushman-e- Islam per hamla kertay waqt
4.zawal- shamsh k waqt
5.Taluoo e fajar k waqt.
6.Mazloom ke aah ka waqt,
so please is waqt qasrat se dua manga krain