Aftari K Waqt Dua Na Mangny Waly Roza Daar
Ki Misaal Us Mazdoor Jaisi Hai Jo Sara Din Kam
Karny K Baad Apni Mazdoori Na Lekar Jaye ...
Aftari K Waqt Roza Daar Ki Dua Raad Nhi Hoti
Aey Logo ! jo EMAN laey ho,apne gharon k siwa doosre gharon mein dakhil na hua karo jub tak k ghar walon ki RAZA na le lo aur ghar walon par salam na bhej lo-Ye tareeqa tumhare liay behtar hai-Twaqqo hai k tum iska khayal rakho ge.
{Surah Al-Noor Ayat # 27}