4 cheezo ko khoob Sanbhaal k rakho:
1: Namaz main dil ko,
2: Tanhayi main soch ko,
3: Mehfil main zubaan ko,
4: Rastay main nigaah ko..!1 shakhs ne 1 Qabar dakhi jo chand ki trha chamak rhi thi
us me itna noor tha dosre din b usne wohi manzer dekha,
usne ek buzreg se poucha ye kia raz he buzrg ne frmaya ye wo shakhs tha jo jum-e-raat or jume ko ksrat se durood prhta tha,
(Namaz Ki Shan)
Jub tum namaz k liye khare hote ho to sir se asman tk rahmat-e-ilahi ghata ban k cha jati hai, Farishty tere chehre ki tarf jamah ho jate hain Ek farishta pukarta hai k Ay namazi agr tu dekh ly k tere samny kon hai or tu kis se baat kr raha hai to “ALLAH“ ki qasam tu qayamt tk salam na phere. Please namaz ki pabandi kijiye aur is sms ko khob phelae Jo paisa “ALLAH“ k liye kharch hoga us ka badla b “ALLAH“ dega. —(INSHAALLAH)
< BU ALI SENA >
Jab DiL Mei Aisa Gham Paida Ho
Jis Gham Ki Waja smjh Na aye
To Wo Insan K Kisi Aisy Gunah Ka Natija Hota Hy,
Jis Ki Toba usne abi tak Nhe ki..
“TAKABBUR“
Shetani Sifat Hai
AgarTum Apne“TAKABBUR“ Ko Torna Chahte Ho
To Kisi Gharib
Or Muflis Ko “SALAM“ kiya Karo.
Hazrat ALI (A.S)“RIZQ Ko Kum“ “Karne Wale“ “5 Asbab“
(1) Magrib Aur Esha k Darmiyan “Sona“
(2) Qabristan “Mein Hansna“
(3) Namaz Qaza Karna
4) Sajda-e-Tilawat Na Karna
5) Andheray Mein Khana Khana
“Qatal Karna Hai To Mehndi Laaagy Hathon Se karo
GurIyA.
Rang-e-Aulfat bhi Rahy Or Khon ki Holi Bhi Chaly!!!!
“Na insan apni marzi se paida hua or na apni marzi se maray ga,
Phir wo in k beech ka arsa apni marzi se Q guzarna chahta HAY¤
(HAZRAT ALI R.A)¤
“Kya yeh dekhte nhi k ye har saal 1 ya 2 baar (Kisi na kisi) aafat me phansa diye jate ha
phr be toba nhi karte aur na naseehat pakarte hein?“
Sura TOBA,ayat#126
“Hasbi Allah“ is an Arabic Word,
Means: Muje Allah kafi hey.
Whenever u feel u r in trouble, r feel lonely, or ve sum probl,
Just say “HASBI ALLAH“