Aik Qasai awaz laga raha tha k taza Gosht hy Lailo.
Wahan se Hazrat Ali (R.A) ka guzar hua,
To Qasai ny App se bhi kaha k acha gosht hy ly lain.
Hazrat Ali (R.A) ny farmaya aaj mairi jaib ijazat nahin daiti.
Is par qasai bola k main ap se udhaar kar sakta hun.
Tu Aap ny aik buhat hikmat aamaiz jumla farmaya.
“Yeh udhaar main apne pait se kyun na kar loon jis ko main Jannat main is se behtar Ghiza khila sakta hun.“
( Subhan’Allah )
Aik Bazuragh sy kisi ny pocha
“Marty waqat mujay Qalma nasèéb ho ga.?
Buzurgh:
Subeh jub Ankh khuly tou ALLAH ki yaad a jaye, samaj jao k Eman salamat hy.
Warna Darood e Pak Ki kasrat rakho mout sy pehly jannat main apna maqam daikh lo gay.
INSHALLAH
ACHHI C TIPS ACHE INSAN K LIYE.!
1.ALLAH ki zaat pr bharosa karne wala kabhi nakam nahi hota.
2-Kisi ka raaz talash mat karo or AGr maloom ho jaye to faash na karo.
3-Koi bhi musibat parne par mout ki tamanna na karo.
4-Insan k sub se baray dushmn usky bury dost hain.
5-achay admi ko apna dost banana ALLAH ka tohfa hai.
6-Kisi ko khush karna bohot barhi
neki hai! ALLAH aap ko khush raky.
%Aamin%
AAP KI
AZVAAJ KI
TADAD :11
SHEHZADAY: 3
SHEHZADIYAN: 4
CHACHA: 14
PHOPHIYAN: 6
DOODH SHAREEK
BHAI: 6
DOODH SHAREEK
BEHNEiN: 3
DAMAAD: 3
NAWASAY: 5
NAWASIYAN: 3
MOAZZAN: 4
PEHRAY-DAR: 9
GHULAM: 40
KYAAaj Ap ye MSG kisi 1 ko b send kr dain or Ap soch b nhi sakty itny log Allah se maafi mang lengy
“ASTAGH FIRULLAHA RABBI MIN KULLI ZANBIN WA ATUBOO ILAIHI“
Send to Maximum People.
Hajj kay din ASAR kay time Qaboliat ka waqt hota hai,
447 baar ALLAH HUMA LABBAIK,
21 baar Darood-E-Ibrahimi parh kar 1 dua karain,
Insha Allah puri hogi.
Namaaz ki shaan
Jab tum namaz k liye khare hote ho
to sir se asman tak rahmat-e-ilahi
ghata ban k cha jati hai,
farishtay charon taraf jama ho jate hain.
Ek farishta pukarta hai k
ay namazi agar tu dekh lay k
tere samnay kon hai or tu kis se bat ker raha hai to
Allah ki qasam tu qayamat tuk salam na phere.
Mubarak Ho,
Quran Shareef Ko “1401″ saal mukammal ho gaye hain,
Yeh baat ziyada say ziyada logoon ko batain,
Takay woh bhi iss mubarakbad say mehroom na rahain,
Jazak Allah!
KALMA TAYYABA kay 2 hissay hain,
Donon main 12, 12 harf hain,
Donoon nuqtay kay bagair hain,
Pehla hissa maqsaday zindagi sikhata hai,
Aur dosra hissa tarz-e-zindagi.
6 jaga Hansna 25 baray gunahun k brabar hy:
1-QABRSTAN me.
2-Janaza k pichy.
3-Ulma ki majlis me.
4-Tilawat-e-
QURAN pak me.
5-Masjid me.
6-Azaan k hoty wqt