SADQA sirf mal dene se nahi hota balke ye cheezen b kisi ko dena Sadqa hain
1. Dua
2. Ilm
3. Mashwara
4. Muskurahat
5. Madad
6. Waqt
7. Tarbiyat
8. Mushkil waqt mai hosla
9. Neki ki Targheeb
10. Burai se rokna
11. Nrmy say bat krna
12. Maaf kar dena
13.Izzat dena
14.Kisi ki khushion mai shamil hona
15.Temaardari karna
16.Rastay se takleef deh cheez ka hata dena
17.Kisi bhatkay huay ko rasta batana
ALLAH PAK aap ko hamesha khush rakhy. Ameen!
RASOOL ALLAH S.A.W.W ne farmaya, “jis ghar men khajoor
nahi wo us ghar ki maanind hai jis men koi khana nahi“.
(ibne maja)
Q.1:
Quran pak ki wo kon c sura hai jis mein sirf aik zer ata hai.
ANS:
SURA E IKHLAS
Q.2:
Un 2 jandaron k nam bataen jinhen baghair halal kiye khaya ja skta hai.
ANS:
FISH & TIDDI
Q.3:
Qayamat k din sb se pehly kinhein kapre pahnaye jaeynge?
ANS:
HAZRAT IBRAHEEM alaihis salam ko.
Q.4:
Sura yasin ko quran ka dil kaha jata hai sura REHMAN ko kia kaha jata hai?
ANS:
QURAN KI ZEENAT.
Pareshani tazkara kartay rehnay se barh jati hai,
Khamosh honay se kam ho jati hai,
Sabar karnay se khatam ho jati hai,
Aur Shukar karnay se khushi main badal jati hai..
Be’shak Allah Ta’ala apni makhlooq pe bohat meharbaan hai…
Paani Peeney
Ka sahi time
Jab paani Jism par Behtar Asar kar sakta hai.
1 glass subah Uthney k baad
> Androoni Aaza ko Activate krta hai.
1 glass Nahaney
K baad..
> Blood Presure kam rakhta hai.
2 Glass khana khaney K 30min pehle..
> Hazma Behtar Bananey me Madad deta hai.
Aadha 1/2 glass soney se Pehle..
> Heart Attack
+ Brain Stroke se Bachata hai.
Ye aik bohat acha msg hai jo agr forward kiya jaye to kafi log faida utha sakty hain..
Namaz qayem kerne k 5 inamaat,
1. Allah kareem rizq ka intazam farma dete hein.
2. Kabar k azab se bach lia jaye ga.
3. Roz-e-qyamat nama-amal sedhe hath ma hoga.
4. Bagher hisab k janat ma jaye ga.
5. Pul-sirat se bijli ki terhan guzar jaye ga.
Namaaz kab kaam aye gi?
Fajr: martay waqt.
Zuhar: kabar main.
Asar: munkir o nakir kay sawalaat kay waqt.
Maghrib: hisaab kitaab kay waqt.
Isha: pul siraat par
80% people issay forward nahiin kartay.
Allah farmatay hain kay agar tum apnay logon kay samnay mujhay radd karo gay
to main tumhain apni nazar main radd kar doon ga..
Please forward it…
Nabi S.A.W Ne Frmaya k
“Mein ilm Ka Sheher Hun,
Or Abu Bakkar Us Sheher Ki Bunyad Hai,
Umar Uski Deewar Hai,
Usman Uski Chhat Hai,
Or Ali Us ka Darwaza Hai.“
(Bukhaari,
Nazhat-ul-Majalis,Jild 2, Page 214)
Nabi Pak Ki Juma Ki Sunnatain:
- Acha Libas
- Ghusal
- Khushbu
- Miswak
- Surma
- Sura Kahf
agr ksi aur ko bhi btaen to,Ajar milega.
NABI KAREEM (S.A.W)
Ne Jibrail (A.S) Se Pucha
k:
Mere Chale Jane k Baad
Bhi Tum Dunya Mein Aao
…Gey ?
Jibrail (A.S) Ne Kaha:
Haan Main Qayamat Tak
10 Martaba Aao’n Ga , Har
Bar Dunya Se 1 Cheez Utha
Kr Le Jao’n Ga
1- Sabr
2- Sharam-o-Haya
3- Mohabbat
4- Barakt
5- Insaf
6- Sakhawat
7- Halal
8- Sadaqat
9- Elm
10- Qura’an
Zara Sochiye … !
Pehli 8 Cheezei’n Tou
Dunya Se Uth Chuki Hyn