=>Muhammad (SAW) ki Khususiyat<= =>AAP (SAW) ka saya zamin pe nahi parta tha! =>AAP(SAW) pe kabi Makhi nhi beti! =>AAP(SAW) ko kabi jamai nhi ayi! =>AAP(SAW) jaise agay dekhte thy waisa hi piche dekhte thy! =>AAP(SAW) jis janwar pe sawar hoey wo kbi nhi bhaga! Forward it to Umat~e~ Muhammad (SAW).
=¤Hadees-e-Pak¤= Jab tum me se koi shaks Janaza dekhe or us k sath na ja sake to us waqt tak khara Rahe jab tak wo agay na nikal jaye. (Muslim, Vol#1, Pg# 671)
Jab subha uttho to Kalma Tayyba parho Q k marne k baad jab qabar main Farishte hum se sawal jawab karne aengay or humain utthaengay or pochhengay k tumhara RAB kon hai?
Tumhara DEEN kya hai? To hum apni adat k mutabiq Kalma Tayyaba parte hue utthengay. Or Kalma Tayyaba main hi un Farishton k sawalon k jawab mojod hain. Lehaza khud bhi ye adat apnao or dosron ko bhi iski talim do.
NABI KAREEM (S.A.W) Ne Jibrail (A.S) Se Pucha k: Mere Chale Jane k Baad Bhi Tum Dunya Mein Aao ...Gey ? Jibrail (A.S) Ne Kaha: Haan Main Qayamat Tak 10 Martaba Aao'n Ga , Har Bar Dunya Se 1 Cheez Utha Kr Le Jao'n Ga 1- Sabr 2- Sharam-o-Haya 3- Mohabbat 4- Barakt 5- Insaf 6- Sakhawat 7- Halal 8- Sadaqat 9- Elm 10- Qura'an
Zara Sochiye ... ! Pehli 8 Cheezei'n Tou Dunya Se Uth Chuki Hyn