rangish hi sahi, dil dukhane ke liye aa phir se muje chore jane ke leye aa kis kis ko bata e jaine jodai ka sabab hum tu mugh se khfa he to zamane ke leye aa
Pereshan Hai Dil Aur Zindagi Udas Bhi Tanha Hon Mein Aur Sab Kuch Mere Pas B Lagta Hai Mein Hoon Per Mein Hoon Bhi Nahi Sab Kuch Mila Bhi Aese Jaise Kuch Mila Hee Nahi
Najane Kion Dil Laga Lete Hain Laug Khud Ko Yuun Hi Saza Dete Hain Laug Jab Koi Pass Ho To Kadar Nahin Karte Door Koi Chala Jaey To Sada Dete Hain Laug Jab Mil Jaey Safar Main Naya Hum-Safar Koi Per Kion Purani Rafaqat Ko Bhula Dete Hain Laug Gham Bhi Dete Hain Or Kehte Hain Bhool Jao Hamari Chahat Ka Ye Sila Dete Hain Laog
Jab Kabhi Dil Ko Wo Yadon Se Rehai De Ga Mere Ander Koi Toofan Sunai Dega Uss Se Milte Hee Yeh Ehsas Hua Tha Mujhko Ye Wohi Shaks Hai Jo Lambi Judai De Ga