bhool gaya hai yeh dil .. khushiyon ke mehfil sajaana.. jaise bhool gaye hai hum ke.. ek waada tha nibhaana.. ek waada dosti ka.. ek waada bandagi ka.. ek waada zindagi ka .... kaash woh karde hamaari is khata - e - muhabbat ko.... yaa phir jal jaaye hum is bewafa dil ke angaaron mein .... kaash yeh tanhaayiya nahin laati yaadein un ki.... tho na likhte hum unke yaadon mein ..... na is dil mein un ke liye pyaar hota ... na hamein yeh shab-e-gham ka intzaar hota .......
Batao wo Aankhe jinme Khwab nhi hai.. Batao wo Dil jisme Armaan nhi hai.. Batao wo Insaa jo pareshan nhi hai.. Ya sirf,batado wo Jameen jaha Aasman nhi hai..
Ye dil bholaata nahi hay muhabatin uski Pari hoi thee mujhay kitni aadatain uski Ye mera sara safar uski khoshboo main kataa Mujhay to rah dekhati thee chahatain uski
Yaar ne dil ka haal batana chhod diya, humne bhi gehrayi mein jana chhod diya, jab unko hi koi doori ka ehsaas nahin, to humne bhi unko ehsaas dilana chhod diya.