Aaj brson k baad daikha hai...... Ab b aankhon ka rang gehra hai...... Aur chehry ki sanwli c lakeer....... Dil main kitny diay jalati hai........ Tairi qamt k saay ki khushbu........ Guftagu main bahaar ka mausam....... Besbab aitbar ka mausam....... Q mujy sary dhang yaad rahy........ Kitni hairan ho gai khud pr........ Main tuj ko aaj tk nai bhuli....... Pichaly mausam ki yaad baqi hai.....