Abi oar kuch din akele phirò hawao se dil ki kahani kaho sia badlo k sung rote raho kabi chand kò kak k ahain bharò bahot jald woh sham b aye gi mehak guzri bato ki mit jai gi koi yad dil mai nai aye gi
Abhi to raat baaqi hai. . Yeh dhal jaye to so jana. . Ghari bhar ko dil-e-nadan sambhal jaye to so jana. . Ye jalte hont or ye neend mein doobi hui ankhen. . Mujhe sone nahi detin tmhari adh khuli ankhen. . Zara thehro mujhe bhi neend aa jaye to so jana. . Haseen ho tm. Tumhen kia gham Tumhe to neend pyari hai. . Hamara haal mat pucho k hum par raat bhaari hai. . Hamary sar Qayamat hai.. Ye tall jaye to so jana. . . . . Abhi to raat baaqi hai
Ab yoon dil ko saza di hum ne,
.
Us ki har baat bhula di hum ne,
.
Ek ek phool buhat yaad aaya,
.
Shakh-e-gul jab woh jala di hum ne,
.
Aaj phir yad buhat aaya woh,
.
Aaj phir us ko dua di hum ne,
.
Koi to baat hai us maasom chehray me.
.
Her khushi jis pe luta di hum ne.
ab yaad dilae kon tumhe, ye din b aakhir beet gaya! tumhara apna b koi dosh nahi, ye baazi b jag jeet gaya! wo sard-hwaen ab b hen? rangeen-fizaen ab b hen? wo bheege bheege paani ki, pur-shor sdaen ab b hen! men ab b udhar ko jaata hun, Or dil apna behlata hun, jab tum nahi hote saath mere! hote hen khaali hath mere pur-shor sadaen poochti hen? wo sard-hawaen poochti hen? wo kahan gaya saathi tera? kia phir ye zamana jeet gaya.