Sari Dunia Ke Riwajon Say Baghawat Ki Thi
Yaad Aata Hai Mene Bhi Mohabbat Ki Thi
Usko Chorh Ke Hanstay Howe Ghar Aa Kar
Itna Roye Thy Ke Aankhon Ney Shikayat Ki Thi
Us k kis andaz ki tareef karun me
Wo hr andaz ka kamal rakhta hai
Shayad kuch majburiyan ho uski
Warna!
Woh khud se zyada mera khayal rakhta hai
Khud ko ais dil main basane ki ijazat de do
Mujh ko tum apna banane ki Ijazat de do
Tum meri zindagi ka aik haseen lamha ho
Phoolon se khud ko sajane ki Ijazat de do
Main kitna chaha hoon kis tarha bataoon tumhain
Mujhe yeh aaj batane ki ijazat de do
Tumhari raat si zulfon main chand sa chehra
Mujhe yeh sham sajane ki Ijazat de do
Mujhe qaid kar lo apnay ishq main
Yeh jaan tum pe lootane ki Ijazat de do
If u can't find the right words
For a certain situation,
Just give tat person a hug.
Words have da potential
2 confuse,
But Hugs never lie..
Our lovely country
PAKISTAN Stands for
P: Perfect
A: Ambitious
K: Knowledge-Centre
I: Islamic
S: Super
A: Able
N: Nation
Sari Dunia Ke Riwajon Say Baghawat Ki Thi
Yaad Aata Hai Mene Bhi Mohabbat Ki Thi
Usko Chorh Ke Hanstay Howe Ghar Aa Kar
Itna Roye Thy Ke Aankhon Ney Shikayat Ki Thi
Sarapa Ashak Hoon Mein ab Bikhar Jaon To Behtar Hai,
Jidhar Jate Hain ye Badal Udhar Jaon To Behtar Hai,
.
Ye Dil Kehta Hai Tere Shehar Mein Kuch Din Thehar Jaon,
Magar Halaat Kehte Hain K Ghar Jaon To Behtar Hai,
.
Dillon Mein Farq Aayen Gay Taaluq Toot Jayen Gay,
Jo Dekha, Jo Suna Us Se Mukkar Jaon To Behtar Hai,
.
Yahan Hai Kon Mera Jo Mujhe Samjhey Ga “faraz“,
Main Koshish Kar K Ab Khud Hi Sudhar Jaon To Behtar Hai….