Ik baat kahoon ager suntay ho Tum mujh ko achay lagtay ho Kuch chanchal say kuch chup chup say Kuch pagal pagal lagtay ho Hain chahnay walay or bohat Per tum main hai ik baat bohat Tum apnay apnay say lagtay ho Ik baat kahoon ager suntay ho Tum mujh ko achay lagtay hoo
Guzarte hai meri saanson me tere naam aaj bhi Dhalti hai tere intazaar me meri shaam aaj bhi Tujhko mujhse bichare zamana ho gaya Magar hoti hai teri naam se meri pahchaan aaj bhi
Aansu Muskurahat se Zyada Special hote hai pata hai Q? Q k Muskurahat tu sab k liye hoti hai. Mgr Aansu sirf Un k liye hote haiJinhe Hum Khona Nahi Chate
Mein nay Tumhein Apni mohabbat kay saher say, Wafawoon kee jageeroon say Or wadoon kee zanjeeroon say Azaad kia Khuda_Ra Yeh mat poochna ky Mein nay khud ko Tumhari qaid say azad kia ya nahin Yaqeen jano,,,,,,, Mein un qaidyoon meinsay hoon Jo khulay darwazay daikh ker bhee Farar nahin hotay,,,,,,,,,
jaane kyun wo saanso ki dor tootne nahi deta bas do kadam aur chalne ka waasta dekar mujhe rukne nahi deta baat kehta hai wo mujhse hans hans kar jee lene ki ajeeb shakhs hai mujhko chain se rone nahi deta aaj hausla deta hai mujhe chaand sitaro ko chhu lene ka wo pyara sa chehra mujhe tootkar bikharne nahi deta shayad jaanta hai wo bhi in aankhon men aansuo ka sailaab hai jaane kyun fir bhi wo in aansuo ko girne nahi deta mujhse kehta hai, main to mar jaunga tumhare bina main zinda hun ab tak ke wo mujhe merne nahi deta........ ......