pyar aur dosti maim itna farq paya hai
pyar ne shahra diya to dosti ne sath nibhya hai
kis rishte ko gehra kahon
Aik ne zindagi di to dusray ne jeena sikhaya hai
pyar ankhoon se jtaya to bura man gay,
hal-e-dil hum nain sonaya to bura man gay,
wo to har roz rolaya karty they,
ik roz hum nain rolaya to bura man gay.
Pyaar kya tha yeh nahi pata,
Pyaar kya hai yeh bhi nahi pata,
Bus itna jante hai ki woh humse
door hai, Magar phir bhi unka
naam humare jine ka shara hai.