...Kuch is tarhan say wafa ki misal dayta hoon
Sawal karta hay koi to taall dayta hoon
Ousi say khata hoon aksar fareeb manzil ka
Main jiss k paoon ka kanta nikal dayta hoon
...Kanto main rehkar bhi hum zindagi g lete hain har zakham ko apne hatho se c lete hain jis hath ko keh diya dost ka hath hum us hath se zeher bhi p lete hain.