Wo ik masoom si chahat, Wo ik benaam si ulfat Wo meri zaat ka hissa, Wo meri zeest ka qissa Mjhy Mehsoos hota hai,,, Wo mere paas hai ab bhi Wo jab jab yaad ata hay, Nigahoun me samata hai Zuban khamosh hoti hai, Magar ye Ankh roti hai Mein khud se puch leti hun, Usay kya pyaar hai mjh se Jawaban soch leti hun, Usay bhe pyaar hai “SHAYAD“ Isi “SHAYAD“ se wabsta hai, Ab to her khushi meri Yahi ek lafz “SHAYAD“ Ban gya hai Zindagi meri Wo ik masoom si chahat, Wo ik benaam si ulfat Wo meri zaat ka hissa, Wo meri zeest ka qissa Mjhy Mehsoos hota hai,,, Wo mere paas hai ab bhi Wo jab jab yaad ata hay, Nigahoun me samata hai Zuban khamosh hoti hai, Magar ye Ankh roti hai Mein khud se puch leti hun, Usay kya pyaar hai mjh se Jawaban soch leti hun, Usay bhe pyaar hai “SHAYAD“ Isi “SHAYAD“ se wabsta hai, Ab to her khushi meri Yahi ek lafz “SHAYAD“ Ban gya hai Zindagi meri
Mujse yeh log kehtey hai Kahan dil chor aaye ho Bohut chup chaap rehtey ho Na bantey na sanvertey ho Na koi baat krty ho Bhari mehfil mein bhi aksar Hamesha khoey rehtey ho Udaasi ankhon mein ley kr Har ik chehrey ko taktey ho Koi jab yaad ata hai To thandi aah bhrty ho To khul kr q nahi kehtey Kisi ko yad krty ho Kisi se pyar krty ho...