Apni zindagi bhi us chand ki manid hai ‘faraz’
Jo khubsurat to dikhta hai magar hai boht AKELA.
Ankhon Ankhon Mein Gujri Hai Yeh Raat
Abhi Bhi Shayad Adhuri Hai Ankhon Ki Baat
Subha Tak Ka Safar Kuch Yu Teh Kiya Humne
Bina Chuye Ek Dujhe Ke Sath Kati Hai Yeh Raat
Thama Hai Ek Dujhe Ko Apni Adaon Se Humne
Bina Kuch Bole Khamoshi Tordi Hai Sari Raat
Akaily Jeeny Ki Aadat To Pehly Se Thi,
“Faraz“
Janey Q Tanhai Mehsus Ho Rahi Hai Us K BadL Janey K Baad!
Akaila mehsos kero jub tanhai main,
Yaad meri ayai jub judai main,
Mehsos kerna tumharay hi paas hon main,
Jub chahey daikh laina apni hi perchai main.
Agar Wo Wajah Na Pochay Tu Ik Baat Kahon
= = faraz = = =
Bin Us K Ab Hum Say Bhi Jiya Nahi Jata...!
Aaya Parwana Gira Shama Par Jal Jal k Mara
Tu Ab Bhi Soch Raha Hai Mohabat Kya Hai,
Baad MaRnay Kay Bhi Usne Chhora Na Dil Jalana
“FARAZ“
Roz Phaink jata Hai Phool Sath wali Qabar Par
Bandaa Intezar Mein Hai
Dekh Teri Raah Mein Hai….
Tere Aane Ki Khushi Mein
Ye Aankhein Khumar Mein Hai….
Sust raftaar ho gya hai bohat
Waqt ! ab dair se guzarta hy
“Dil ki Batain , bata deti hain , Aankhen ,
Dharkanon ko Jaga deti hain, Aankhen ,
Dil pe chalta nahi Jadoo, Cheroon ka kabhi ,
Dil ko tu , Deewana bana deti hain ,Aankhen,
Woh hum se baat nahi karte , tu na kare ,
Haal sara unke dil ka , Suna deti hain Aankhen,
Gham sada rehta nahi , Aadmi ke saath,
Ashk bana kar , Chalka deti hain Aankhen,
Aata hai jab dor - e - Jawani , tu ae Dosto,
Sunder Sapne Zehan mein ,Basa deti hain Aankhen,
Ma na ke Neend aati hai , Aankhon hi ke raste ,
Magar kabhi kabar ,Neend ,ura deti hain Aankhen,