unki diwaangi ka kch yun asar hua hm par.......
Unki diwaangi ka kch yun asar hua hm par.
.
.k
.
.
.
.hm din me b aasma me toot te taaron ko khojne lge
unki chahet mai hum zamana bhol gaye
unke baad kissi ko apnana bhool gaye
unse mohabat hai bataya sare zamanay ko
bas yehi 1 baat unhe batana bhool gaye.
Unke chehre par ruk jati hai nazar,
nazar milte hi sharma k jhuk jati hai nazar
0306 6351912….M.IrfaN..KhaN…
jab nahi rehta dil un ko dekhe bina
ek baar phir unki taraf uth jati he nazar,
Unka daaman hamare daman se is qadar juda hoga..
Hum rahe chahe kitna bhi dur , par dil tumhare pas hoga..
Khwab na aye tujhe bewafai ka..
Warna mera daaman mere aansuo se bheega
Unka aashiyan dil mein basa rakha hai,
unki yaadon ko sine se laga rakha hai.
Pata nahin aap hi yaad aate hai kyon,
dost to humne hazaaron ko bana rakha hai.
Unhone to kiya hi tha mera dil jakhami magar,,
jamane ne bhi sitam kuch kam nahi dhaye,,
dard apna dikhane ko nikala tha dil lekin,,
jaalim logo ne uspar bhi patthar hi barsaye