USS se milne ko kabhi hum Jo machal Jate hain,
To khayalon Mein bahot door Nikal Jaty hain,
Gar wafaon mein sadaqat bhi ho shiddat bhi ,
Phir to ehsas se pather bhi pighal Jaty hain,
Uski ankhon k nashy mein hoon Jab sy dooba,
Lar-kharaty hain kadam Or sanbhal Jate hain
USS se milne ko kabhi hum Jo machal Jate hain, To khayalon Mein bahot door Nikal Jaty hain, Gar wafaon mein sadaqat bhi ho shiddat bhi , Phir to ehsas se pather bhi pighal Jaty hain, Uski ankhon k nashy mein hoon Jab sy dooba, Lar-kharaty hain kadam Or sanbhal Jate hain bewafai ka mujhy Jab bhi khyal ata he Ashk rukhsar py aankhon se phisal Jate hain Piyar mein ek hi mosam hai baharon ka faraz Log mosam ki tarah kaise badal Jaty hain..
Uss ne tora wo taluk jo meri zaat se tha
uss ko ranjj na jane meri kis baat se tha
lataluk raha logo ki tarha wo bhi
jo achi tarha wakif mere halaat se tha