Kuch raaz hai jo bataye nahi jate, Kuch aasu hai jo giraye nahi jate, Ham wo badnsib hai jo yaad nhi aate, Aap wo khush-nasib hai jo bhulaye nahi jate.
Kuch bhi tu nahee mere paas Teri yaadoon ke siwa Teri pyaar bhari baatoon ke siwa Mujhe yaad hai sab kuch Tera woh kehna ke kitni khobsurat hain aankhain tumhari Kitne rung hain in main Yeh kitna muskuraati hain Yeh kitni baatain karti hain Main thori door hojaoon tau Mujhe waapis bulaati hain Yeh mujh ko aazmaati hain Magar Ab kuch bhi tu nahee bacha in mein Tere khwaaboon ke siwa Teri yaadoon ke siwa…