Jab dil udas hota hai, Dard kuch khaas hota hai, Har soch Har yad Har baat Har pal bara be-aas hota hai, Bas ek awaz c hoti hai, Wo b be-saaz c hoti hai, Na koi apna sa lagta hai Sab 1 sapna sa lagta hai Yun dil kyun udas hota hai? Kyun dard ye khas hota hay? TUM Kya Jano
(...)Kahin shikway milay' kahin thokrein mileen' Chotien aisi lageen k sambhalta raha, Usko panay ki khatir to sab kuch kia' Wohi sangdil tha' Rsta badalta raha.
'Dard kitna hain bata nahi
sakta....!
Zakham kitna hain dikha nahi
sakta....!
'Aankhon se samjh sakte ho to
samjho.....!
Aansoo gire hain kitne gina
nahi sakta.....!!!!