Ye jo tujh Say ho k main ajnabi. Youn guzar gaya hoon kabhi kabhi. isy beyrukhi na shumaar kar. Taray sung jo mera mail hai. Ye Maray naseeb ka khail hai. Mujhay her tarha sey khushi hui. KABHI JEET KAR KABHI HAAR KAR
Ye Jo Taron Bhara Hy Asman
Ye b Muntazir Hy Meri Tarah
Issy Chand Ki Hy Justujoo
Mjhe Chandni Ki Talash Hy
Wo Jo Muntazir Tha Chand Ka
Ussy Mil Giya Mangy Bina
Jissy Chandni Ki Talash Thi
Wo Dakhta he Reh giya
Wo Dakhta he Reh giya
Wo gumaan gumaan sa Qayaas sa kbhi door sa … kbhi paas sa kbhi chandni main chupa hua kbhi khushbuon main basa hua kbhi sirf uski shabahatein kbhi sirf uski hikayatein kbhi sirf milne k silsile kbhi sirf us se hain faasle kbhi door chalti hawaon main kbhi meenha barasti ghataon main kbhi bad-gumaan … kbhi meherbaan kbhi dhoop hai … kbhi sayebaan