Ye saari duniya kehti hai k kisi ek k jaane se zindgi ruk nahi jati..
Lekin ye koi nahi jaanta k laakhon k mil jaane se bhi uss ek ki kami poori nahi ho paati..
Yaad mein teri aankhe bharta hai koi, har saans ke saath
tujhe yaad karta hai koi, maut to sachai hai aani hai, lekin teri judaai mein
har roz marta hai koi.
Woh yaad nehi jo tanhai mein aati hain,
Woh yaad nehi jo ruswai mein aati hai,
Yaad to woh hai, jo lakhon ki bhir mein bhi,
Tanha kar jati hain…
Missing U