Kehte he jab koi kisi ko saache dil se yaad karta he
to aasman se ek taara tut ke girta he ek din aesa aayega ki saara aasman khali
ho jayega aur ilzam hum par lagaya jayega.
Kalam uthaai hai lafz nahi milta,
jiski yaad aati hai wo shakhs nahi milta,
hai usko sabse
baat karne ki fikar,
bas hamse baat karne ka use waqt nahi milta.