Na kabhi ye chupaya k pyaar kitna hai Na kabhi yah jataya ki dard kitana hai Bas ek hame aur us khuda ko maaloom hai k Aapse mulaakaat ka intazaar kitana hai
musafir to badaltay hain rafakat kab badalty hay, mohabat zinda rety hay mohabat kab badalty hay. tumhi ko chatay hain tumhi se payar kartay hain, yahi barso se adat hay aur adat kab badalty hay.
Mujhko Phir Wahi Suhana Nazara Mil Gaya, Nazron Ko Jo Deedar Tumhara Mil Gaya, Aur Kisi Cheez Ki Tamanna Kyun Karu, Jab Mujhe Teri Baahon Mein Sahara Mil Gaya..♥
Milega tera pyaar to sanwar jaayenge Nahi to is duniya me bikhar jaayenge Tum rahate ho sanam is jism me jaan bankar Chor ke ise jaaoge to ham mar jaayenge
Maine socha tha Aap aayen ge to ro dun gi Aap puchain ge to Sb haal kah dun gi Kitnay din huye jo soyi nahi Wo kon si bhool hay jo hui nahi Kitaab fridge main Shelf main glass rakha Peer ka din tha Khat main jumairat likha Sahaili se shikwa karna tha Ussay sapas likha T.v pe geet tha azaan nahi Maine chonk kar aanchal sar per rakha Kia haal kar dia mera Mje kisi kaam ka na rakha Aur Jab aap ne aa kar pucha kia haal hay ?? To main itna hi kah saki Main thek hun ...