Kabhi Laga wo Hume Sata Rahe he,
Kabhi Laga ke wo Karib aa Rahe he,
Kuch Log Hote he Ansuo ki Tarh he,
Pata hi Nahi Lagta Sath de Rahe He ya Chod ke ja Rahe H
Kabhi kisi baat ko dil se na lagaana
agar koi gham ho toh hamein zaroor bataana
tumhare liye hamare paas waqt hi waqt hai
jab dil bhar aaye toh chale aana...
Kabhi Kabhi Pathar Ke Takranay Se Aati Nahi Kharash;
Kabhi Ek Zara Si Baat Se Insaan Bikhar Jaata Hai;
Bhool Jao Unhe Jinhe Maaf Nahi Kar Sakte;
Ya Fir - Maaf Kar Do Unhe, Jinhe Bhool Nahi Sakte!
Kabhi hasata hai pyaar,
Kabhi rulata hai pyaar,
Har pal ki yaad dilata hai yeh pyaar,
Chaho ya na chaho,
Par aapke hone ka ehsaas dilata hai yeh pyaar.
Kabhi b Kisi ki bat par aitbar mat karna,
Dosti ki had kabhi par na karna,
Kho doge use hamesha k liye,
Isliye jo sabse achcha lage usse kabhi pyar na kaRna.