AZMAISHO ME SABAR KI TALKEEN HAZRAT ABU SAEED AUR ABU HURERA R.Z se riwayat hai ke NABI AKRAM ( S.A.W) ne irshad farmaya ke Musalman ko jo bhi Thakan , Beemari , Fikar , Gham aur Takleef pohanchti hai Hatta ke kaanta bhi chubtah hai to iski waja se ALLAH TALA uske gunaho ko maaf farmadeta hai
Azab-e-Qabar se bachne wali 7 cheezain:
1) Namaz ki Pabandi
2) Sadqe Ki Kasrat
3) Tilawat-e-Quran
4) Tasbihat Ki Kasrat
5) Jhoot Say Bachna
6) Khayanat Say Bachna
7) Chugli Say Bachna
Aye ALLAH ! Hum kamzor hen, TU taqat wala hai, Hum aajiz hen, TU be niyaz hai, A ALLAH ! Hum Mangtay hen, TU Deta hai, Hum mujrim hen,@@@@@@@hahensha hai, Tuje teri Shan-e-Rahemi-O-kareemi ka waasta, Hum pe karam farma, Kyun k hum kisi imtihan Or Azmaish k qabil nhi hen, A ALLAH ! @@@@@@@f karne wala hai Or Mafi ko pasand krta hai, Hamen b Muaf farma, AMEEN
Ayat-ul-kursi ki fazeelat:
Jab ghar se jate waqt parho to 70000 farishtay har tarf se apki hifazt karen ge.
jab ghar me dakhil hote waqt parho to, apke ghar se mohtaji (ghurbat) door ho jaye gi.
Jab wazu ke baad parho to
to apke 70 darje buland hon ge.
Agar raat ko sote waqt parho to 1 farishta saari raat
aap ki hifazat kare ga.
Agar farz nimaz ke baad parho to, marne ke baad aap ka 1 foot zameen par aur dosra janat me ho ga.
Aur tum apnay Rub ki kon kon si naimat ko jhutlaao gay
1.Gandom orAnaaj me keerey paida kar diye, warna Insan ise soney or Chandi ki tarah zakheera ker latay.
ALLWAY THANKS TO ALLAHA