DUA.....
koi khabt de na jalal de
mjhe sirf itna kamal de
k me hr ek ki sada banoon
k zamana meri misal de
teri rehmaton ka nazool ho
meri mehnaton ka sila mile
mere zehen me teri fikr ho
meri sans me tera zikr ho
tera khof meri nijat ho
sabhi khof dil se nikal de
DUA........O ALLAH! WHEN I LOOSE HOPE AND MY PLANS FAIL HELP ME TO REMEMBER DAT UR LOVE IS GREATER THAN MY DISAPOINTMENTS AND YOUR PLANS FOR MY LIFE ARE BETTER THAN MY DREAMS...AMIN! MAY ALLAH SHOWER HIS COUNTLESS BLESSINGS UPON U...
DUA --- YA ALLAH hum tujh se hi manghte hain, Aisy maafi jis k baad gunah na ho, Aisy hidayat jis k baad gumrahi na ho, Aisy raza jis k baad narazgii na ho, Aisy rehmat jis k baad azab na ho, Aisy kamyabi jis k baad nakami na ho, Aisy izzat jis k baad zillat na ho. AMEEN
Dost ki Mohabbat Per uss Waqt tak Bharosa Na karo jab tak 3 baar ussay Naraz Na karlo
Agar is kay Baad bhi Mohabbat Qaim hay tu woh Aapka DOST hay Warna Nahin Ehbab Main Say jo 3 Baar Aapsy Naraz ho aur tab bhi Aapki Burai Na karay Aisay DOST ko Apnay Liye Mehfooz Rakho.
Dor-e-jahiliat Or Dor-e-hazir 1.Orat ka ban sawar kr khushboun sy khud ko labrez kr kay nikalna pehly bi nikalty ty aj pher usi trha sy nikalty h. 2.nach gana pehly bhy amm tha aj pher amm h. 3.Betiun ki pedaish ko mayub samjha jata tha aj pher smjha jata h. 4 .soud khory pehly bhy aroj par thy aj pher aroj par h. 5. jhot,zakhera andozi,pehly bhy ty aj pher say h 6.sharab noshy pehly bhy am ty aj to fashn status h. Tb islam ki roshani ny jahaliat ki andhay ko khatm kia tha, aj humy khud apny dilo k andhery ko khatam kr k iman ki roshani ko dobara jagana hoga. Hamy khud ko jagana hoga Allaha ho akbar…