Farmane Mustafa (Alaysalam) hay Apni aulad ko 3 Khaslatain Sikhawo 1) Apnay Nabi (SAW) ke Muhabat 2) Aur Aun ke Ahl-e-Bait ke Muhabat 3) Aur Quran Pak ke Qiraat
Farman e Mustafa Sallallahu Alayihi Wasalam Insan 70 Shaitano k Jabron se Churra kar Koi Cheez Sadqa karta hai. ¤ Kanzul Umal, Jild 6, Page 165, Hadees # 16173.
farameen of HAZRAT ALI(A.S)
*maaf karna sub se ziada usey zeb deta hai jo saza dene per qadir ho
*thora dene per sharmao nahi qk khali hath lotana ALLAH ko pasand nahi
faman-a-nabi karim S.A,V
agar char batai tujh mein ho phir agar duniya bhi foot ho jai tujhko nuqsan nahin
1:AMANAT KI HIFAZAT
2:BAAT KI SADAQAT
3:HUSN-E-AKHLAQ
4:HALAL ROOZY
tafseer ibn kaseer 284