In the Name of God, the Most Compassionate, the Most Merciful. All praise is to God, the Lord of the worlds, the Most Compassionate, the Most Merciful, Master of the Day of Judgment. We worship You alone and we ask You alone for help. Guide us to the straight path, the path of those whom You have blessed, not those whom You have condemned, nor those who have gone astray. 1:1-7
Imran Bin Haseen Raziallah Anhu Se Rivayat Hai Ke Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya: Meri Ummat Main Pathron Ki Baarish , Soortain , Bigerna Aur Zameen Main Dhasney Ke Wa’qiat Pesh Aaengey Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Se Poocha Gaya: Ya Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam! Aisa Kab Hoga? Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya: Jab Baajon Aur Gaaney Waali Aurton Ka Aam Riwaaj Ho Jaega Aur Kasrat Se Sharaab Pee Jae Gi. (Termizi)
Imam Hasan Askari (A.s):
The signs of a believers are 5:
1. Performaing 51 rakats of salat daily.
2. Reciting Ziyarah of Arbaeen.
3. Wearing a ring inthe right hand.
4. Placing the forehead on dust (during sajda)
5. Saying Bismillah Al-Rahman Al-Rahim alound in Namaz
IMAM GHAZALI (rahmutalai) farmatey hen k:
Agar insaan ko kiraman katibeen k liye kaqaz karidna parhta to vo khabi zyada na bolta:
:man samata najaa (jo khamosh raha vo nijaat pa gya)hadis e nabvi
Ilm e Haider(a.s) ka khazeena hain IMAM E BAQAR(a.s),
Waris e baab e Madina hain IMAM E BAQAR(a.s),
Jinki hasti hai faqat haq ki bulndi k lye,
Khuld e Irfa?n ka wo zeena hain IMAM E BAQAR(a.s).
Wiladat HAZRAT IMAM MOHAMMAD BAQiR(a.s) Mubarak ho.