kisi ko apni safai biyan na karo, kyun k jo shaks tumko pasand karta hai, us ko safai ki zarurat nahi aur jo tumse nafrat karta hai wo kabhi yaqeen nahi kare ga,,,
Hazrat Ali (A.S)
Kia ye A.B.C. Ap ko Ati hy.
A
Allah se dro.
B
Bismillaha se shuru kro.
C
Chori na kro.
D
Deen sikho.
E
Elm hasil kro
F
Farz ada kro
G
Gussa mat kro
H
Haj kro
I
Ibadat kro
J
Jamat se namaz peraho
K
Kaalma parho
L
Lailaha illallaha Muhammadur rasullaha
N
Nawafil ada kro
O
Omer ka lehaz kro
p
Pardaha kro.
Q
Quran perho.
R
Roza Rekho
S
Shukar ada kro
Toba kro
Umeed rkho
V
Vazu se reho
W
Waqt5 ki qadar kro
X
Xtra zikr kro
Y
Yaqeen ALLAHA pr rakho
Z
Zikr ALLAHA kakro.
KHUSHBU NA AYE JIS MEIN WO KAGHAZ KA PHOOL HAI,
HUBE ALI NAHI TO IBADAT FAZOOL HAI,
JANNAT BINA ALI K MUSALMAN KI BHOOL HAI,
SAB NAY SUNA HAI SAAF YE QOL_E_RASOOL HAI,
JO BHI ALI K ISHQ SY DAMAN BACHAY GA,
KABBA MAIN BHI MARAY GA TO DOZAKH MAIN JAY GA.