Mei Ne Us Zaat Pe Likhnay ki Jisarat ki Hai, Js k Daman Pe Frishton Ne Ibadat ki Hai. Kis ki jurrat mere AQA k Brabar Aaye, Mere AQA Ne to Nabiyon ki Imamat ki Hai.
me to gum tha kisi gumaan m
sukoon dhunta tha saaman m
jo khud ko dhunda jahaan m
mila apna aap Quraan m
neend main tha k khuwaab m
Jaga diya is Kitaab ne
main phirne laga dar badar
na janay kya hoga mera hashar
kaha Rab ne na tu itna darr
khula huwa h Tauba ka dar
jhuka de aake apna sar
or paa lay Jannat m apna ghar
May GOD give “u“Abu Bakar’s sadaqat, Usman’s Dolat, Umer’s Hakumat, Ali’s Himat, Bilal’s Awaz, Suleman’s sultanat, Yousaf’s Khubsorati, Muhammad (PBUH) se chahat