*Hadees*
ALLAH k Nazdeek 2 qatron se zyada acha koi qatra nahin ‘aik qatra aansoo ka jo Allah k khof se niklay’ aur ‘dosra qatra khoon ka jo Allah ki rah mein badan se giray @ Tirmizi
*Hadees*
‘Aik Dosray ko khana bheja kro es say tumaray rizq main barkat ho gi’
*2* ‘Aik dosray ko hadia dia kro k ye mohabat ko barhata aur dil ko kinay say pak karta hay’ *3* Aik dosray ko tofa do mohabat barhay gi, aur musafeha kro kina dor ho ga
*Fazail-e-jihad*
Har shakhs ka amal marny k bad khatm ho jata ha sawya is shakhs k jo khuda ke rah main mahifzat karta hoya mary.
Is shakhs k amal ka sawab qyamat tk bartha rahta ha aur qabr kay fitnay se b mamoon rahta ha.
(Tirmizi, Abu-Daoud)
*Fazail-e-Jihad*
ALLAH ko tou passand wohi loog han jo is ke rah main is tarah sif basta ho kr larty han goya wo seesa pallye dewar han.
Surat-al-sif: 4