2000 saal pahle ka mazhab MAYA,Jis ki mukadas kitab mein likha he ke zameen 21 Dec 2012 ko suraj se mile gi aur us din Qayamat hogi, Yeh kitab Europe mein spain ki library mein rakhi he, 21 Dec 2012 ko Friday he aur Islamic calendar mein us din 10th Muharam hoga, Nasa Research ne tasdik kia hay ke har 26000 saal mein ek baar zameen aur suraj ka milaap hota he aur ab ye milaap 21 Dec 2012 ko hoga. Kia hum Qayamat k nazdik hain? Plz 4rd this news.
1947,INDIA me Congress Govt Bni,Gaandhi G ne waziron ko saadgi ki zindagi guzarne ka mashwara detay huwe kaha k,
.
Main Raam Chandar or Krishan ka hawaala nahi de sakta kiyon k wo taareekhi hastiyan nahi thay.
Main majboor hoon k saadgi ki misaal k liye Hazrat Abu Bakar Siddiq(R.A)aur Hazrat Umar(R.A)k naam pesh karta hoon!
Wo bohat bari saltanat k hakim thay par unhon ne faqeeron wali zindagi guzaari!!
Roznamah
(HARACHAND)
27-7-1947
1947 me bhi Ramzan August me tha.
Or aj bhi Ramzan August me hy.
Farq sirf itna hy k us waqt Quom ko 1 Mulk ki zarorat thi
Or
Aaj Mulk ko 1 Qom ki zarorat hy.
Iran ki Sarhad pe he ABBAS ka Charcha
SHABBIR ka wo Bakht Rasa Jaag raha hai
Is Waaste Sukh Chain se sote hein Musafir
Mashhad me mera MOLA RAZA Jaag raha hai
1.Tumhara RAB kon?
2.Tumhara DEEN kia hai?
3.Tumhare NABI kon?
Section B k 5 Q/s:
1.Apni umer kahan guzari?
2.Jawani kin kamun mein kharch hui?
3.Maal kahan se kamaya?
4.Aur kahan kharch kia?
5.Apnay ilim per kia amal kia?
Agr koi paper out honay k bawajud fail hojaye tou us sy bara na samajh koi nahin! Think & Prepare 4 it.