Jb b raat ki tariki mein hota hon akela
Teri yadon ko pass bula leta hon
Had se bhar jaye jb yaad teri To
teri yaad me aansu bha leta hon
Main sota nahi raat bhar aksar
Kitna gustakh hoon sath tumhan bhi jaga leta hon
Daikh na lay koi meri ankh me tera chehra
Is liye shaam se pehly charagh bujha deta hon
*G0OGNIGHT*