Har pal ki dosti ka irada hai aapse,
Apnapan hi kuch itna jyada hai aapse,
Na sochiyega sirf umar ke liye,
Qayamat tak sath nibhayenge ye wada hai aapse.
Hame apne dil mein basaye rakhna
Meri yaadon ke chirag jalaye rakhna
Bahut lamba hai safar zindagi ka mere dost
Yeh dosti hamesha aise hi banaye rakhna