Kisi ne pocha dosti kya hai?. MeinNE kanton par chal kar bata diya, pocha! Kitna piyar karty ho dost ko. Mein ne pura aasman dikha diya, pocha! Kaise rakho gay dosti ko, Mein ne mehkta hwa gulab dikha diya, pocha! Kaise raho gay us k sath, Mein ne zameen par apna saya dikha diya, pocha!wo hai kitna kubsurat, Mein ne chodwin ka chand dikha diya, pocha! Kab tak raho gay us ke sath, Mein ne zindagi ka akhri din bat diya.
1 pathan NAMAZ par rha tha dosra Os k bary mein ksi or ko bta rha tha ye sahab bary Namazi prhaizgar Or muttaqi hain Pathan NAMAZ tor kr bola Haj b kya howa hy.